Headlines News :
Showing posts with label Lootera (2013). Show all posts
Showing posts with label Lootera (2013). Show all posts

Ankahee Full Song Lyrics - Lootera (2013)


Ankahee Full Song Lyrics - Lootera (2013) Hindi Movie

Song Name: Ankahee
Movie Name: Lootera (2013)
Singer: Amitabh Bhattacharya
Music: Amit Trivedi
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
[ SongsA4u.Com ]

Ankahee Full Song Lyrics:

Kya Kabhi Savera Haa Haa
Laata Hai Andhera Haa Haa
Sukhi Syahi
Deti Hai Gavaahi
Sadiyon Purani Aisi Ek Kahaani
Reh Gayi Reh Gayi
Ankahee Ankaheeee

Kya Kabhi Savera Haa Haa
Laata Hai Andhera Haa Haa
Sukhi Syahi
Deti Hai Gavaahi
Sadiyon Purani Aisi Ek Kahaani
Reh Gayi Reh Gayi
Ankahee Ankaheeee


Kya Kabhi Bahaar Bhi
Peshgi Laati Hai
Aane Wale Patjhar Ki
Ho O Ooo
Baarishein Narazgi
Bhi Jata Jaati Hain
Kabhi Kabhi Ambar Ki

Patte Jo Shakhon Se Toote
Bewajah To Nahin Roothe
Hain Sabhiiii

Khawaabon Ka Jhrokha Haa Haa
Sacha Tha Ya Dhoka Haa Haa
Maatha Sehrake Neediya Churaai

Sadiyon Purani
Aisi Ek Kahaani
Reh Gayi Reh Gayi
Ankahee Ooo Ankaheeeee

Manmarziyan Full Song Lyrics - Lootera (2013)


Manmarziyan Full Song Lyrics - Lootera (2013) Hindi Movie

Song Name: Manmarziyan
Movie Name: Lootera (2013)
Singer: Amit Trivedi, Shilpa Rao & Amitabh Bhattacharya
Music: Amit Trivedi
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
[ SongsA4u.Com ]

Manmarziyan Full Song Lyrics:

Yun Toh Solah Saavan Aaye Gaye
Gaur Nahi Kiya Humne

Bheega Man Ka Aangan
Iss Martaba Kya Jaane Kya Kiya Tumne

Dil Mein Jaage Ishq Waale Manmarziyan
Manmarziyan

Zid Ki Maare Yun To Solah
Bhooli Bhaali Savan
Manmarziyan Aaye Gaye
Manmarziyan

Ab Talak Se Kuchh Alag Si
Manmarziyan
Manmarziyan

Hum Zameen Pe Bheega Man Ka
Toh Falak Se Aangan
Manmarziyan Is Martaba
Manmarziyan

Sikkon Jaise Hai Uchhaali
Manmarziyan
Manmarziyan

Zid Ki Maare Yun To Solah
Bhooli Bhaali Savan
Manmarziyan
Manmarziyan Aaye Gaye

Be-adab Si Par Gazab Si
Manmarziyan
Manmarziyan

Hosh Khoya Par Sambhali
Manmarziyan Yun To Solah
Manmarziyan Saavn

Zid Ki Maare Aaye Gaye
Bhooli Bhaali
Manmarziyan Manmarziyan

Zinda Full Song Lyrics - Lootera (2013)


Zinda Full Song Lyrics - Lootera (2013) Hindi Movie

Song Name: Zinda
Movie Name: Lootera (2013)
Singer: Amitabh Bhattacharya
Music: Amit Trivedi
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
[ SongsA4u.Com ]

Zinda Full Song Lyrics:

Mujhe Chhod Do Mere Haal Pe
Mujhe Chhod Do Mere Haal Pe
Zinda Hoon Yaar Kaafi Hai
Zinda Hoon Yaar Kaafi Hai

Mujhe Chhod Do Mere Haal Pe
Mujhe Chhod Do Mere Haal Pe
Zinda Hoon Yaar Kaafi Hai
Zinda Hoon Yaar Kaafi Hai
Ho Kaafi Hai Kaafi Hai

Hawaaon Se Jo Maanga Hissa Mera
To Badle Mein Hawa Ne Saans Di
Akelepan Se Chhedi Jab Guftugu
Mere Dil Ne Aawaz Di

Mere Haathon Hua Jo Kissa Shuru
Use Poora To Karna Hai Mujhe
Kabr Par Mere
Sir Utha Kar Khadi Ho Zindagi
Aise Marna Hai Mujhe

Kuch Maangna Baaki Nahi
Kuch Maangna Baaki Nahi
Jitna Mila Kaafi Hai
Zinda Hoon Yaar Kaafi Hai

Mujhe Chhod Do Mere Haal Pe
Mujhe Chhod Do Mere Haal Pe
Zinda Hoon Yaar Kaafi Hai
Zinda Hoon Yaar Kaafi Hai

Mujhe Chhod Do O
Mujhe Chhod Do O
Mere Haal Pe

Monta Re Full Song Lyrics - Lootera (2013)


Monta Re Full Song Lyrics - Lootera (2013) Hindi Movie
Song Name: Monta Re
Movie Name: Lootera (2013)
Singer: Swanand Kirkir & Amitabh Bhattacharya
Music: Amit Trivedi
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
[ SongsA4u.Com ]

Monta Re Full Song Lyrics:

Hmmm
Kaagaz Ke Do Pankh Leke
Udaa Chala Jaaye Re
Jahaan Nahin Jaana Tha Yeh
Wahin Chala Haye Re

Umar Ka Yeh Taana Baana
Samajh Na Paaye Re
Zubaan Pe Jo Moh Maaya
Namak Lagaye Re

Ke Dekhe Na Bhale Na Jaane Na Daaye Re
Disha Hara Kyamun Boka
Monta Re

Kaagaz Ke Do Pankh Leke
Udaa Chala Jaaye Re
Jahaan Nahin Jaana Tha Yeh
Wahin Chala Haye Re

Umar Ka Yeh Taana Baana
Samajh Na Paaye Re
Zubaan Pe Jo Moh Maaya
Namak Lagaye Re

Ke Dekhe Na Bhale Na Jaane Na Daaye Re
Disha Hara Kyamun Boka
Monta Re

Dhi Ta Na
Dhi Ta Na
Dhi Ta Na


Fateh Kare Kile Saare
Bhed Jaaye Deewarein
Prem Koi Sendh Laage Laage Re Laage
Agar Magar Pali Pali
Jiya Ko Yoon Uchhale
Jiya Nahin Gend Laage Laage Re Laage

Maati Ko Ye Chandan Sa
Maathe Pe Sajaye Re
Zubaan Pe Jo Moh Maaya
Namak Lagaye Re
Ke Dekhe Na Bhale Na Jaane Na Daaye
Disha Haara Kyamun Boka
Monta Re
..
Dhi Ta Na
Dhi Ta Na

Shikayatein Full Song Lyrics - Lootera (2013)


Shikayatein Full Song Lyrics - Lootera (2013) Hindi Movie
Song Name: Shikayatein
Movie Name: Lootera (2013)
Singer: Mohan Kanan & Amitabh Bhattacharya
Music: Amit Trivedi
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
[ SongsA4u.Com ]

Shikayatein Full Song Lyrics:

Shikayatein Mitane Lagi
Subah Bedaag Hai
Subah Bedaag Hai

Jo Barf Ko Galane Lagi
Kahin Toh Aag Hai
Kahin Toh Aag Hai

Na Udne Ki Is Dafa Thaami
Parindo Ne Bhi Wafa Jaani

Andhere Ko Baahon Mein Leke
Ujaale Ne Ghar Basaya Hai

Churaya Tha Jo Chukaya Hai
Shikayatein Mitane Lagi

Subah Bedaag Hai
Jo Barf Ko Galane Lagi

Ek Jeet Tu Hai
Ek Haar Main Hoon
Haar Jeet Jode
Jota Main Hoon

Ek Jeet Tu Hai
Ek Haar Main Hoon O

Batayein Phir Galtiyan Ginaye
Sitaare Jab Bhi Sada Sulayein
Looteron Ko Baagbaan Banayein
Naseebon Ki Baat Hai
Nasibon Ki Baat Hai

Zameer Ki Kahaani Hai Yeh
Yehi Bairaag Hai
Yehi Bairaag Hai
Shikaayatein Mitane Lagi

Naa Udne Ki Is Dafa Thaami
Parindoon Ne Bhi Wafaa Jaani
Andhere Ko Baahon Mein Leke
Ujale Ne Ghar Basaya Hai
Churaya Tha Jo Chukaya Hai
Shikayatein Mitane Lagi

Subah Bedaag Hai
Subah Bedaag Hai

Sanwaar Loon Full Song Lyrics - Lootera (2013)


Sanwaar Loon Full Song Lyrics - Lootera (2013) Hindi Movie

Song Name: Sanwaar Loon
Movie Name:  Lootera (2013)
Singer:  Monali Thakur
Music: Amit Trivedi
Lyrics: Amitabh Bhattacharya

Sanwaar Loon Full Song Lyrics:

Hawa Ke Jhonke Aaj Mausamo Se Rooth Gaye
Gulon Ki Shookhiyan Jo Bhawre Aa Ke Loot Gaye
Badal Rahi Hai Aaj Zindagi Ki Chaal Zara
Isi Bahane Kyun Na Main Bhi Dil Ka Haal Zara
Sawaar Loon Sawaar Loon
Sawaar Loon Haye Sawaar Loon

Balam Ji Purane Hain
Nayi Si Dhoop Hai
Jo Palkein Khatkhta Raha Hai
Kiska Roop Hai
Sharartein Kare Jo Aise
Bhool Ke Hizaab Kaise Usko Naam Se
Main Pukaar Loon
Sawaar Loon Haye Sawaar Loon
Sawaar Loon Sawaar Loon

Hawa Ke Jhonke Aaj Mausamo Se Rooth Gaye
Gulon Ki Shookhiyan Jo Bhawre Aa Ke Loot Gaye
Badal Rahi Hai Aaj Zindagi Ki Chaal Zara
Isi Bahane Kyun Na Main Bhi Dil Ka Haal Zara
Sawaar Loon Sawaar Loon
Sawaar Loon Haye Sawaar Loon

Yeh Sarre Koyale Bani Hai Aaj Dakiyan
Kuhu Kuhu Mein Chitthiyan Padhe Mazakiyan
Yeh Sarre Koyale Bani Hai Aaj Dakiyan
Kuhu Kuhu Mein Chitthiyan Padhe Mazakiyan
Inhe Kaho Ke Na Chupaye
Kisne Hai Likya Bataye
Uski Aaj Mein Nazar Utaar Loon
Sawaar Loon Sawaar Loon
Sawaar Loon Haye Sawaar Loon

Hawa Ke Jhonke Aaj Mausamo Se Rooth Gaye
Gulon Ki Shookhiyan Jo Bhawre Aa Ke Loot Gaye
Badal Rahi Hai Aaj Zindagi Ki Chaal Zara
Isi Bahane Kyun Na Main Bhi Dil Ka Haal Zara
 
Support : Creating Website | Johny Template | Mas Template
Copyright © 2011. Songs Lyrics | AForYou - All Rights Reserved
Template Created by Creating Website Published by Mas Template
Proudly powered by Blogger